Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question shadi wale din boolding aana zarori he ya nhi 
Answer Jee nahi ye zaruri nahi hai, q k baaz oraton ka parda-e-bakarat sakht hota hai or baaz ka naram hota hai, is liye ye zaruri nahi hai k hambistari se hi parda-e-bakarat phate balke ye mumkin hai k hambistari se pehle hi orat k kisi amal misal kahain se jump marne ya kisi or ayse amal ki waja se parda phat jaye, lehaza ye zaruri nahi hai k yehi nateeja nikala jaye k is oarat se pehle yehi kam sarzad hua hai jis ki waja se blood nahi nikal raha). Update on dated 04-12-2015. (Ref:Email Recive From www.sistani.org site of Aqai Ssitani d.b) (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.