Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam! mein ek larki sey beintaha muhabbat karta hun 3 saal ho gaye hain aur ham kabhi nae miley na esa koe erada rakhtey aen ! mein us sey shadi karna chahta hun aur wo bhi esa e chahti hai! kia hamara baat karna sahi ae ? nd wo apney parents ko btaney sey bhi darti ae us k bhi koe hal btaye! plzz give detailed answer with quran o hadees reference ! 
Answer Jins e mukhalif se dosti kerna(jesa larke or larki ka apas men dosti krna) jaiz nahi hai koun k gunah men mubtilla hone ka khoaf majood hai.(Ref : Kitab nigah aur libaas ques # 106 , pg # 69). Ak larki ka kisi no-jawan se dosti krna is eitebar sai k shadi to ek dam nhi hoti bal k shuru men baat cheet hoti hai to ye jaiz nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaye sawalaat, part # 4, sawaal # 125,pg # 65) Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga.(Ref : Naway e salaheen pg # 352)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.