Answer |
1)Surah e ambia ki ayat # 69, 70 ko pani par 41 bar parh kar pi lain, bukhar k lye mujib e shifa hay. (Ref : Naway e salaheen pg # 313)
2)Hazrat Rasool S.A.W.W. k irshad hay k : Bimar apna ilaj sadqa dainay say karay. (Ref : Naway e salaheen pg # 309) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
3)Tamaam bemario sy shifa k leay agar mareez k kaan main surah e mominoon surah # 23 ayat #115 to 118 parhi jaey tou hr qisam ki bemari khtm hojaegi.(Ref : book payam-e-shifa pg # 214)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|