Question |
Asamualaka warah ma tullahe wabarakatuhu ya ayatollah sistani(r.a),AllAH 14 masumeen(a.s)say ap ko jald sahatyabe ata farmae,elahe ameen, maray rahbar,ustad a mohtaram or ALLAH ke hujat maray sawal ya hai k hum tamam alam a islam k shia asna ashari k aik wahid mujtahid kun nahe hain,or dusral sawal ya hai k aik say zaed mujtahedeen ke vaja kia hai,ustad a mohtaram ya sawalat maray zahan main kafe arsay say hain or maray zahan main was wasay paida karta hain ap mari rahnumae farmaeya or maray, maray ahle khana or tamam momenien o momenat,muslameen o muslemat kay haq mai dua farmae kay mola hamain shataan malun k shar say mahfooz rakhay.
Wassala mualaka warahma tullahe wabarakatuhu |