Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AT THE TIME OF MUHAMMAD SAW (VILAADATH) NUMBER OF HUFFAZ E QURAN SHARIIF IN THE WORLD 
Answer Ager apki muraad aap (s.a.w.w) ki wiladat ka waqt hai to is waqt Quraan e Majeed nazil hi nahi howa tha to is k hafizo ki baat ka ana bhi mumkin nahi hai. Or ager apki muraad aap (s.a.w.w) k Intiqaal se pehle hai to pure Quraan e Majeed ke nazil hone se pehle kis terhan koi is pure ka hafiz ho sakta hai. Or ager apki muraad bad e Intiqaal e Rasool e Aazam (s.a.w.w) hai to Jaam e Quraan k mutaalliq warid shuda or degar mutaallaqa riwayaat se to esa maloom hota hai k sahaba e mazkooren (jo hazrat e abo bakar se usmaan ke zamane tak jaam e Quraan ke unwaan se manzar e aam per aae) main se siwaae Ali ibn e Abi Talib ke aik bhi hafiz e Quraan nah tha. (Ref : Tafseer e anwaar ul najaf , jild # 1 , topic # Hazrat Ali pehle hafiz e Quraan the , pg # 130 to 135 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.