Answer |
Zarori hai k insaan chahay namaz ki halat me ho ya nah ho salam ka jawab fouran de. Laikin zarori hay k jawab salam ki manind ho yani zarori hay k asal salam per izafa nah ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1124- 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |