Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Q..Rasool e pak s.a.w.w k pas jb jibrail a.s pehli ayat(wahi ) lekr ayay.tho aunho ny kia kaha..aor kia waqi Hazoor s.a.w.w parhna lekhna nai jantay thay.aor hmara yani shiy0n ka kia aqeeda hai.suni0n ka aqeeda yai hai k ras0ol ko 40.sal mai nabowat mili.hamara kia aqeeDa hai plzzZ.ANSwer Me.quicklY.THANkx. 
Answer Muarrikheen ka bayaan hai k AaP(s.a.w) isi aalam e tanhai(ghaar e hira) main mashgool e ibaadat thay, k aap k kano main awaaz aae ya Muhammad aap ne idhar udhar dekha koi dikhaae nah diya, phir awaaz aae, phir aap ne idhar udhar dekha, na-gaaha aap ki nazar aik noraani makhlooq per parhi, wo janab e jibraeel a.s the, un ho ne kaha k iqraa (pharoo), HOZOOR ne irshaad farmaaya, maa aqraoo (kya paarho), unooh ne arz ki iqraa bisme rabika allazi khalaq phir aap ne sab kuch phar diya. Kisi ka aap(s.a.w.w)ko likhte howe or pharte howe na deekhna ye dalalat nahi karta k aap ko likhna o pharna nahi aata, balke ap aalim e haqiqi hain. Aap derjae naboowat per ibtidaae fitrat hi se faaiz the, or 27 rajb ko mabooz barasaalat howe. (Ref : 14 sitare , baab # 1 , pg # 52 ,53). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.