Answer |
Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tou isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(ref:book payame shifa pg#229)
Imam jafre sadiq a.s farmatay hain:jo shaks namaz sy gafil rehta ho wo 7 baar surahae mominoon ki tilawat karay to ba-qaidgi sy namazain parhnay lagay ga.(ref:book dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal,pg#05)
|