Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question A.o.A kia shia larka ho or suni larki ho dono ka nikah kar diejiye larki kay maa baap ko batatay hovay per unki marzi k khilaf jatay hovay kia Nikah jaizz hoga ...jub kay larki kay maa baap yeh fatwa nikalwa chukay ho [(apnay knowledge kay bina pe jo unho apna zehan bana rakha hai shia kay mutabiq)] kay Shia Larkay (boy) se Sunni Larki (girl) ka nikah jaizz nahi or jo karaiyega uska bhi nikah toot jaiyega chahiye woh baap ho ya rishtay daar. phir bhi agar larka or us kay ghar walay or Suni larki Nikah kar lay kia woh ek dusre k lie najayaz hongay NIKAH karnay k bad bhi ...:??? 
Answer Sunnu ka shia se nikah jaiz hai albatta agr larki ka walid nikah se razi na ho or wo nikah ki ijazat na de to nikah sahi nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341-2342) (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 215-221, Eidition 1417 hij). Update on dated 02-01-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.