Question |
Assalam alaikum,
main age 25 sal hai , or main ek larki ko pasand karta hn or wo b mujhe pasand karti hai , wo mujh sy 2 sal bari hai , hum dono shadi karna chaty hain , lakin halat sy zahir ho raha hai k eesa mumkin nahi hai, main koi ghunah e kabira karna nahi chata , q k ub nafsani khawaishat barhti jaa rahi hain,
Please mujhe kuch khuda k nam ka essa wazifa bata dain k meri Shaddi jald sy jald ho jaye 1, ya 2 month k andar . ap ka ehsan zindagi bhar yad rahe ga. Shukriya |