Answer |
Ager color masah k sahi hone main rukawat bane(yani masah ki tari baloo ki jarh tak na pochne de) to namaaz sahi nahi ho gi, or ager rukawat na bane or namaaz k sahi hone ki baqi tamaam sharaait hon to namaaz sahi hogi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 298 , 250 , after 928 , 1113 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). |