Answer |
Mard or orat k liye mustahab hai ke rozana ki wajib namazo se pehle azaan o iqaamat kahe. Or esa karna dosri wajib ya mustahab namazo k liye mashroo(yani jaiz) nahi hai. Iqamat kehna wajib nahi hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 903 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). |