Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Qaza namaz parhni ho mean zuhar or asr ki parhni ho to kia tarteeb ho gi phle zuhar ki farz or phr zuhar ki kaza phr asr or phr asr ki qaza ya zuhar frz or asr frz parh k zuhar ki qaza r phr asr ki qaza parh sakty hain? 
Answer Ager zuhar o asar ki qaza namaazain 1 din ki pherhna maqsood ho jese zuhar o asar ya maghrib o isha(jumme ke din ki) indono ke dermiyaan tarteeb lazim hai, or ager in ko yoomiya farz namazoo ke saath pharna ho to ager farz namaaz ki fazilat ka waqt khatam na ho raha ho to behtar hai k pehle qaza phare phir farz. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1361 , 1365 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.