Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam-0-alikum mara masla ye hai ke jab bhi ma bath room jata hun to peshaab karney ke baad mujhe aisa lagta hai ke mara thora sa qatra nikal gia hai jabke mujha al hamdullilah qatron ki bimari bhi nahi hai. shaid ye waham hota hai magar aik do dafa manay khud dekha bhi hai.aur is waja sai ma tissue use karta hun.ap marae iss barey ma madad karey ka iss ka kia ilaag hai aur tissue use karna sahe hai ya nahi jabke.plz marey madad kia ma bohat pareshaan hun  
Answer Wssalam o alykum, ye ratobat mani nahi hai, or paak hai, or is se ghusl wajib nahi hota, or is ko wadi kehte hain. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 70 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.