Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question I have many Islamic books which is not read I had got some of books free of cost I had to pay khums on it if read half then khums is liable on half or quarter of the book. if I got a thing before one day of the date of khums is khums is wajib on it. kindly inform  
Answer Ager khums ki tareekh tak in kitaboo ko istemaal nahi kiya gaya ya kiya gaya ho mager khums bachane ki niyat se or in ki resale value ho to in ki mojooda qimat e frokht k lihaaz se kums diya jaae ga, chahe ye free of cost aae ho ya ap ne kharedi hon, or is hi terhan chahe date se ik din pehle aae hon ya sal ke pehle din khums daina hota hay. Or ager khums ki tareekh tak in ko istamaal kiya ho (agarchah aik page ya os se kuch kam perha ho) ya in ki resale value na ho to in per kums nahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 1750 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.