Answer |
Wssalam o alykum, sura e al-qaria (sura no 101) ko 7 martaba phar kar apne ghar ki chini (ya koi esi mith cheez jo pura ghar khata ho) per dam kar dain. Or ap kud her namaaz ke baad 77 martaba ya fattaho ( tamaam mushkilaat ko door karne wala) pharye. (Ref : nawaa e saleheen , pg # 36) , (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani # 8 , pg # 11 , ALLAH TAALA tofiqaat main farmaae). |