Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question A.o.A humbistri k bad orat ko kitini dair main naha lena chahiye kiya subah ka nashta kr k naha ly to koi problem to ni ha 
Answer Wssalam o alykum, humbistari k baad chahe to ghusl kar le or chahe to subbah namaaz e fajar se pehle ghusl kar lain. Lekin ghusl main itni takheer karna keh namaaz e fajar pharhne ka waqt khatam ho jaay to ye jaiz nahi, pas namaaz e fajar se pehle ghusl karna zarori hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 356 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.