Answer |
Qalmi shorah aik tola , moli k pani 10 tola main kharal (ye ik qisam ke pahttar ki kondi hai jo dawaain peesne or hal karne ke kaam aati hai) kar ke jangli bair ke barabar goliyaan bana dain, or phir ik (1) goli subha or ik(1) goli sham pani ke sath istimaal karain. (Ref : apna dawa khana , topic # dard e gurda , pg # 63 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae). |