Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalamualykum sir mera sawal ye hai k ek gair muslim ladka ek musalman ladki se shadi kr skta hai ba sarte k dono apni apni majhab ko manenge is me koi restriction nhi hogi aur shadi b dono tarah me hogi nikah b aur fere b to kya ye mumkin hai aur is shadi ko naam mil sakti hai.. kya ye dono apni zindagi bita sakte hain inse jo aulad honge unke liye kya behtar hoga plz mujhe batayie.. 
Answer G nahi ye shadi shai nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2362). Update on dated 04-01-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.