Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir mera aur ek b sawal hai k kya ye dono sath me hajj ya umrah kar sakte hain k nhi ?? 
Answer Ager aap ki dono se muraad (jesa k ap k is se baad wale sawaal se lag raha hai) ghair muslim larka or muslim larki hai to ager ghair muslim larka musalmaan hogaae or hajj karne ki sharaait mojood hon to dono per apna apna hajj karna wajib hai chahe dono aik sath hajj karne jaae ya alag alag. (Ref : manasik e hajj , topic # sharait e wojoob e hajj , pg # 03). Or ager muraad ye hai ke ghair muslim larka ghair muslim hone ki halat main ho to ehtiyaat e wajib ki bina per is ko Masjid ul Haraam le jana jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3 , sawaal # 213, pg # 87 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.