Answer |
Wssalam o alykum, sura zukhruf ko likh kar khareed o farookht (business ki jaga ki diwaar main) ki jaga rakh dain Inshallah Allah Taala ap ke bushiness main barkat ata farmaae ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani # 31 , pg # 28 , ALLAH TAALA tofiqaat main farmaae). |