Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar qasam khaye aur sayh kaha ho k agar ye kam mainy na kia to mjy ye nuksaan ho jye aur phir qasam puri na kee ho to nuksaan syy bachny k liye kia krna chaye plzzz btain... 
Answer Aisi qasam sahi nahi hai lehaza us qasam per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.