Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ehle sunnat 
Question namaz e tahjud mei kitni rakat parhi jati hein or ye namaz or namazoon ki tarah ha ya mukhtalif ha plz pori maloomat dein thnx 
Answer Note: Is wibesite per fiqh e jaffriyah k mutabiq jawabaat diay jatay hain: Ans : Namaz e tahjud (namaz e shab) 11 rakaat hoti hain jo keh namaz e fajr ki terah 2, 2, rakat ker k perhi jaati hain,or in me se 8 rakarein naaf’la e shab ki niyat se , 2 rakat namaz e shafa ki niyat se , aur aik rakat namaz e witr ki naiyat se perhi jaay.Aur naafla e shab ka mukammal tareeqa duao ki kitaboon me muzkoor he.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 753 , 761)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.