Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salamun Alaikum, mai abhi 21yrs ka hu , Mai 17 age of year me maine istimna (Hath Se Mani Nikalna ) Shuru kiya By the way abhi abhi muje dar lagta hai ke kai istimna ki wajah se mere shadi me koi issue na hoe, maine itne sal se istimna kiya hai, iski wajah se muje koi meri shadi me problm na aye uske liye mai kya karu, because satisfaction of Wife is verv necessary. plz advice... 
Answer Istimna ya hand pratics (kise tariqe se mani kharij) karna haram hai. Aur ghunah e kabira hai.(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) aur minhajus sualeheen , aqa sistani, part no 1 , masla no:30). Jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os ko chahiye k sab se pehlay khuda ki bargah me istigfar (toba) karay aur is k bad anday (egg) aur piyaaz kasrat se khaien.(ref : kitab tib e islam pg # 54). Imaam Jafar o Sadiq (a.s) ne farmaaya, jis ka mafhoom ye hai ke ager banda apne gunah ka is terhan iqraar kar le ke is ne apne Khaliq Allah Taala ke diye gaae hokum ki nafarmaani ki hai, or is nafarmani ki waja se is ko esei pashemani ho jis ki waja se wo dubara gunah na kar sake to ALLAH TAALA bhi is ko muaaf kar ke is ki toba qabool kar leta hai.(Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e emaan o kuffur , baab # 188 , riwayat # 4 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.