Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir assalam.o allaikum sir meri friend ko likoria ki problem hai us ney homeopatic ka elaj karwaya us ka elaj jari hai per koi faraq nhi para din ba din problem bat ti ja rahi hai r wo kamzoor hoti ja rahi hai us key parents usey kisi doctor key pas nhi lekey jatey wo kehtey hain medicane key bht side effect hotey hain sir plz ap meri help karein r is ka elaj ya wazifa batayein sir is bemari ki waja sey wo namaz bhi nhi par pati hai 
Answer Likoria (safeed yellow color ki ratubat) mani nahi hay. Ye paak hay or is k aanay se ghusl bhi wajib nahi hota. or aap inhi kaprho main namaz perh sakti hain. Aur namaz aur doosri ibadaat is ki waja se saqit nahi hoti.(ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.