Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aoa ky zamean par pari chez ko utha lena chahea like money or gold etc if no then ager utha lea jay to us ka ky hukam hay in islam????? 
Answer Agar kisi shakhs ko kisi dusre ka gumshuda maal mile, jo k hewanaat mein se nah ho or jis ki koe aysi nishani bhi nah ho jis k zariye us k maalik ka pata chal sake to chahe uski qeemat ek dirham (taqriban 2.50 gram) sikkedaar chandi se kam ho ya nah ho apne liay lay sakta hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2528). Update on dated 09-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.