Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question ager koi wada Allah se krta he pr wo wada kuch krna chata he per zuban se kuch ada ho jata he example: jese me kehta hn ke me hand practice ni karo ga but me ye khne ke bajy ke khe deta hn ke me hand practice kro ga to is ka be kafara he? 
Answer Gee nahi is ka koi kaffar nahi hai q k qam men irada hona zaruri hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2631 to 2632 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.