Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name none 
Question namzey asar mein sonnat parhi jati hain kia? ar aghr nahi tu kiun? 
Answer Namaz e asar ki sunnat namazain (nafil) 8 rakat hain jise 2 , 2 rak’at kar k parhte hain. Asr ki nafil ,asr say pehlay perhi jaati hay aur is ka waqt asar tab tak baaqi rehta hay jab tak oasay namaz e asr say pehlay ada kerna mumkin ho.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 752 , 757) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.