Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam, 1 kahatoon nay khula lee khula say pehle hbhi usakay husband nay usay nai phocha khula kay bad unhone iddat bhi pori ki lehaza unko seegha parahnay ki zaroorat hai kay nai ?? 
Answer 1) us orat ki talaq k jon apne shohar ki tarf mail na ho or us se nafrat krti ho, apna mehr ya koi or maal use bakhsh de take uska shohr usko talaq dede, is talaq ko talaq-e-khula kehte hen,talaq-e-khula men motbar hai k orat apne shohar se is qadr shaded nafrat krti ho use wazeefa zojiat ada na krne ki dhamki de, 2) Talaq-e-khula men seeghe ada krna zaruri, or ehtiyat-e-mutahib ye hai k is k bad talaq k seeghe jari kre.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2492 , 2493 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.