Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Janab mera sawal hi ki kiya ek ladka apne bhai ki biwi s nikah kar skta hai talaq k baad.jab k uski khud ki bhi shadi ho gai ho.masla bas itna sa hai ki jo ladki hi uski usse banti nhi hai or jo ladka hai uski uski biwi s banti nhi hi to kiYa dono ek dosre ko talaq de kar shadi kar skte hain. Mujhe is masle ka jawab nhi mil raha hai.. Or mujhe usko jawab dena zarori hai 
Answer Jee haan ker sakte hen). Update on dated 24-11-2015. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2349 , (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.