Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mera nikah 2 admion ke mojodgi may hoa hai jin main say aik court marriage conduct karwany wala tha aur aik molvi jo nikah perhanay wala tha.nikah nama par un gawahin k nam likhay hoay hain jo moqa par mojood na thay.mujhe bta dain k nikah valid hai k nhi  
Answer Agr nikah men islami tmam sharton ka lehaz ki jaye to jaiz hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335).Update on dated 08-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.