Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question SALAM : shadi ke baad aurto ke kia haquq hai sub ko ilm hai magar mard ke kia haquq hai aurat ke lye mard aurto ke is haquq ko ada kare... agha shab aaj kaal mard bhout ziada apne haquq ko galat use kar rahe hai aur humare yah itna ilm nahi aurto ke pass ap mujhe jald jald se reply kar ke bata deh haquq mard ke apni wife lye  
Answer Bivi ki ghiza, libaas, rihaaish or zindagi ki baqi tamaam zaroriyaat shohar per wajib hai, or is hi terah shohar per wajib hai k bagair kisi sharee uzr k bivi se sakht kalami or us ko aziyat na pohchaein. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2376) Update on dated 28-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.