Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam. Myra sawal yeh hai k inter course k bad jab hum nay gosal lyna ho tu baaloo ko geela karna zarori hai. Ya baloo ko geela kye bagair Naha lay or allha pak ka koi kalam pheray tu yeh sahi hoga.. 
Answer Ghusl k waqt un chote chote baaloo ko jo badan ka juz(hissa) shumaar hote hai in ko dhona zarori hai, or lambe baaloo ka dhona wajib nahi hai, balke ager pani ko jild tak is terhan pohchaen k lambe baal tar nah hon to ghusl sahi hai, laikin ager inhain dhooe bagheer pani jild tak pohchana mumkin na ho to inhain bhi dhoona zarori hai take pani pore badan tak pochn jaae.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 378 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.