Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sestani 
Question meri shadi july 2010 may hui hay or mjhe kidney problem thi jis ki wajeh se may or mere husband ne humbistari na kerne ka faisla kia kch arse ke liay take may thik hojaun.laiken kch khandani masail ki wajeh se mjhe divorce leni per rahi hay kia is halat may may divorce le sakti hun. kynke may abhi virgin hun or mere husband ne mjhe chuwa bi nahi hay. 
Answer Talaq lena sahih he jabke talaq ki shariat puri hoon aur aap ke sath hambistri nahi hui he to aap haiz ki halat me bhi talaq le sakhti hein. Talaq ki shariat : 1)zurari he k talaq ka sigah sahi arabi me lafz “taliqun” k sath perha jay 2)zurari he k 2 adil mard usi sunein. 3)zurari he k mard balig aur aaqil ho (etc.)(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-2473) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.