Answer |
Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224)
• Jadoo k toorh k lie surah araaf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
•
|