Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Ghusal kay doraan ager hamain aisa lagay[per confirm naa ho) kay pait kharab honay ki waja say gas nikal gyi hai to iss say ghusal ho ga?  
Answer Agar ghusl k doran kisi shakhs se hadas e asghar sarzat ho jey maslan gas nikl jay to us ko ghusl ko tark kar k na’ey siray se ghusl karna zarori nahi he balke wo apne is ghusl ko mukammal kar sakhta he is surat me ethiat lazim ki bina per wuzu karna bhi zurari he.or agar shak ho tu ghusl k baad wuzu bhi zarori nahi hay siwaay ghusl e istehaza k ,Q k is k baad ibdaat k liay wuzu kerna zarohota hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 384,389). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.