Answer |
G han dubara parhni parengi, namaaz ke kam se kam adad ke mutabiq parhen, jese ager shak ho ke qaza namazain 5 thi ya 7 to 5 pharna zarori hai, or behter hai ke 7 pharain. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah #1364 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |