Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aoa! aik masly k hal btaye. hmary czn na apni b.w ko talaq dy di ho r us ki biwi us jaga pa mojood b na ho ......to kiya talaq ho jati ha .....r agr ho jati ha to kiya wo apny dawar sa shadi kr k dobara talaq ly k dobara pahly wally shohar sa shadi kr skti ha?? 
Answer Wssalam o alykum, ager bivi ki mojoodgi ke ilawa or baqi talaaq ki tamaam sharait mojood ho (shohar ka apne irade or ikhtiyar se, 2 aadil gawahon ki mojudgi men talaq di ho etc) to talaq ho jayae gi. Jab dewar ki di hoi talaaq ki iddat mukammal kar le to phir dubara apne shohar se shadi kar sakti hai.(ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, 31st edition, maslah # 2462 to 2472 , 2475 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.