Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamoalaikum. H Muje ye pochna tha k ahtalam ki muddat kiya hoti hy. I mean k kitnay din bad ata hy aik normal admi ko. Muje taqreeban aik haftay may aik bar ya kabi kabi aik haftay may do bar ahtalam ata hy. Aur jab muje ahtalam ata hy to meray jism may buhat dard hota hy. Aur bones may b takleef hoti hy. Hala k may na kuch galt soch k sota hun aur na hi koi galt kam krta hun. Muje koi aisa tareeqa batae jis se muje ahtalam buhat kam ho jaisa k aik normal admi ko hona chahiyay. Plzz 
Answer Wssalam o alykum, Surah e Al-Tariq ko sotay waqt tilawat kijye ehtilaam se bachne ke liye. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.