Answer |
Wssalam o alykum, ager hone wali bivi se ab tak nikah na howa ho to is terhan ki baatain karna jaiz nahi hai, Or ager mani ke na-nikalne ka itminaan o yaqeen na tha to roza batil hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 1576 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |