Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar mainay quran ki jhooti qasam kha li baghair quran per haath rakhay hoay aur hus yeh kaha keh quran ki qasam mainay yeh nahi kia tou yeh qasam qabool hoi kya? Iska gunnah hai? Kaffara kya hai? 
Answer Jee haan bilkul ye qasam shumar hogi, lehaza agr apne sachi bat ki qasam khai hai to ye jaiz hai albatta makrooh(napasandeedah) hai, lekin agr apne jhooti bat ki qasam khai hai to ye haram hai or ap gunahgar hen albatta is per koi kaffar nahi hia siwaye ye k ap istighfaar kren. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 691, Eidition 1417 hij). Update on dated 30-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.