Answer |
Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. |