Answer |
Wssalam o alykum,Agr azan subah tk ghusl na kiya jye to Us ke liye zarori hai ke is din mafi u zimmah ki niyat se roza rakhe (yani jo bhi Allah Taala ke nazdeek mere liye zimmedari hai us ko Allah Taala ke liye anjaam de raha hon), or phir ramzaan ke baad isi roze qaza kare lekin is main qaza ki niyat na kare balke mafi u zimmah hi ki niyat kare, or Azaan e Subha se pehle gusal e janabat na karne ki waja se kuffara bhi ada kare.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 1591 , 1630 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |