Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar mubashirat kar k ghusal k baad b koi paani ayay to kia wo paak hoga ya mani tasawur kia jaega?? 
Answer Ager gusal se pehle pishaab kiya hai or peshaab ke baad istabra bhi kiya hai to wo paak hai or na hi gusal wajib hua or nahi wazo tota hai. or ager gusal se pehle peshaab nahi kiya to wo mani hai or gusal wajib hai sewaae is sorat main ke yaqeen ho ke nikalne wali ratobat mani nahi hai. or ager gusal ke baad pishaab kiya hia lekin istabra nahi kiya to wo pishaab hai or wazo ko baati kar de gi, siwaae is sorat main ke yaqeen ho ke wo pishaab nahi hai to wo paak hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3 , 1 , Maslah # 198 , before 65 , eidition # 4th , 1st , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.