Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kisi b ghalat baat ya ghalat kaam k liye qasam khana kesa hy? matlab ye kasam khana k me qasam khata hon k me sharab pion ga. ya me qasam khata hon k me ye bura kaam karun ga. please answer me. me boht pareshan hon is baat ko ly kr. 
Answer Ye qasam sharae shumar nahi hogi q k sharae qasam ki ye shart hai k jis kam ki qasam khai jaye wok am haram ya makrooh na ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.