Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agar koi shakhs bina parhay talaq k legel documnets pe sign kar day to kia talaq ho jay gi? jab k us ne zaban se 1 dafa nai kaha? kia talaq legel paper per sign kar k ho jati ha ya zaban se kehna zaruri ha?plz mere swalaon k jawab jald az jald den. 
Answer (talaq sahih hone k liye chand sharayet ka hona zaroori he jase k) : 1)zurari he k talaq ka sigah sahih arabi me lafz “talequn” k sath perha jay 2)zurari he k 2 adil mard use sunein. 3)zurari he k mard balig aur aaqil ho. (etc.) (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-2473) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.