Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera sawaal ye hai k surah email tauba k shurru main BismiAllah kyun nahi hai? Is surah ka shaan email nazool bayaan krain or wajah email fazeelat bhi. Jazak Allah Khair. Mehrish Nadeem 
Answer 1) Baaz ahadees me hai k chuke bismillah me aman o rehmat hai aur is surah me kufaar per gazab o lanat ki aayat hain is wajah se is me bismillah nahe hay. ( ref: terjuma quran moulana farmaan ali , pg: 298) 2) shane nazool : mufasireen aur muhadiseen ka is baat per ittefaaq hai k rasool (s.a.w.w) ne ehle makka ko hukume khuda ( surah tuba ko ) sunane k lie phele abu bakar ko moqarar kiya phir abu bakar ko hata kar hukume khuda k tehet hazrat ali ( a.s) ko moqarar farmaya. ( ref: tefseer anwaarul najaf, allama hussain bashjaara, surah tuba, jild no: 7,pg: 8) 3) surah tuba k khawaaz me se hai k jo shaks is surah ki tilawat kare ga wo qayamat k din munafiqat se paak utegha. ( ref: tefseer anwaarul najaf, allama hussain bashjaara, surah tuba, jild no: 7,pg: 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.