Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir me ne ramzan ke kuch roze chord diye the ab me itqaf krna chata ho kia kr sakta ho.....abi plz reply krna aj sham ko bathna hy 
Answer 1)Agar kise ne kise share waja se ramzan k chand roze nah rakhe hoon to saal katam hone se pehle agar us ki wajah katam ho jaay to un rozo ki qaza karna wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1668 ) 2)Aitekaaf ki share sharaait k sath etekaaf karna jaiz hai. Etekaaf k sahi waqt us waqt hai jab roza rakhna sahi ho yani roza rakhna haram nah ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg # 477) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.