Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question roza ke halat me raat raat ma money (ehtlaam )nikal jaye tu roza rakh saktay hai shia katab sa 
Answer 1)Agar Junub shakhs ramzan me jan boojh kar azan e subah tak ghusl na karay ya jis shakhs ka fariza tayammum ho wo jan boojh kar tayammum nah karay to zarori he k us din ka roza pura karay aur phir aik din aur roza rakhey aur q k ye tay nahi he k ye dosra roza qaza he ya saza , lehaza ramzan k is din ka roza bhi ma,fiz zimma ki niyat se rakhe aur ramzan k bad bhi jis din roza rakhe is me qaza ki niyat na karay. 2)Agar koe shakhs ramzan k roze ko jaan bojh ker janabat per baqi rahne ki wajah se batil karey jabkeh jabar (zabardisti) aur na 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.