Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamualaikum.....ji Mera sawal yeh hai ke biwi ke sath makam e dubur (anal sex) Islam Mai jaiz hai ya nahi isky karny se nikah tut jata hai kya.....kai ulema kahty h ke yeh sakht mana ha haram hai isey krny se Allah ki lanatey barasti hai or esy logo pe Allah apna karam nahi farmata Kai ulema is baat ki bhi talqeed krty hai ke isy krny se nikah tut jata hai...mai bhot preshan hun kis baat ko mana jaye sabsey sahi kya hai plzz AP mjhy jld se jald bataye....sukriya 
Answer Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). Update on dated 21-11-2015. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.